Pait ki rasoli ka ilaj iss bimari k shuro me kar lia jae tu khawateen bari pareshani se bach sakti hain . Pait ki rasoli ki problem shadi shuda or gair shadi shuda larkion ko dono ko ho sakti hai pait ki rasoli ki waja medically bhe ho sakti hai aur rohani bhe . Pait ki rasoli ki waja se larkion ko perids problem ho jati hai jes ki waja se inn k reham me eggs ki production kam ho jati hai aur iss waja se khawateen shadi k baad bacha paida karne k qabel nahi rehti .
Iss post mein pait ki rasoli ka ilaj , pait ki rasoli ka ilaj k liye asan wazaifa aur pait ki rasoli ka ilaj k liye khas dua aap se share ke gye hai . Pait ki rasoli ka ilaj k liye urdu detail nechay darj hai .
Pait Ki Rasoli Ka ilaj Urdu
Agr pait ki rasoli ka ilaj waqat par kar lia jae tu khawateen shadi k baad paida hone wali pareshanio se bach sakti hai . Likan agr koe khatoon pait ki rasoli ka ilaj nahi karwati aur bilawaja k tonay totkay istimal karti hai tu iss waja se pait ki rasoli ka ilaj baz oqaat momkin nahi rehta , lahaza aysi sorat me doctor sirf operation ka mashwara detay hain . Aur baz oqaat operation k ilawa pait ki rasoli ka ilaj hona momkin bhe nahi rehta .iss liye agr kisi khaton ko reham k muqam par dard mehsoos ho aur iss period problem bhe ho tu achi doctor se rabta zaroor kar lain aur iss ki medicine ko bhe zaroor istimal kare aur ap ko chahye k pait ki rasoli ka rohani ilaj k liye ap surah fatiha ko rozana 41 bar parh kar pani par dam kar lain aur iss pani ko ap rozana pe lia krain . Insh allah surah fatiha ki barkat se ap ko jald hi pait ki rosoli se shifa mil jae ghe . Yad rahay k ap pait ki rasoli ka ilaj doctor se bhe karwain aur iss k rohani ilaj k liye surah fatiha ka batia gyia amal bhe zaroor krian .
Pait Ki Rasoli Ka ilaj Taweez
Agr ap pait ki rasoli ka ilaj aur bhe behter karna chahti hain tu ap surah fatiha ko arabi me mushk , amber , zafran aur gulab se tehreer kar k apne ghalay me zaroor pehan lain . Ya aap amna behan ko whatsapp par call kar k mashwara hasil kar lain . Insha allah ap ki sahi rohani rehnamai ki jae ghe .