Shab e miraj ka aghaz 26 rajab sharif din guzarne k baad hota hai . Aur 26 rajab ka jab din guzar jata hai tu wo 27 rajab ki raat ka aaghaz hota hai aur yehi raat shab e miraj ki hai .
Aur english date k motabak shab e miraj ka aaghaz 12 march boroz jumma ko migrab ki namaz k baad ho gha insha allah .