Surah Taha Ayat 131-132 for Marriage In Urdu-Hindi
Upar hum ne Surah Taha ki Ayat 131 aur 132 upar bayan kar di hai. In ayat ki roohani barkat ke zariye aap shadi ki sakht se sakht rokawaton aur pareshaniyon ko door kar sakte hain.Lihaza aap Jumma ke din Isha ki namaz ke baad sab se pehle 10 martaba durood parhein. Darmiyan mein aap Surah Taha ki Ayat 131 aur 132 ko 100 martaba wird karein.
Read More