Agar kisi khatoon ke baal girte hain aur ilaj karwanay ke bawajood usay farq nah parata ho to us ki wajah pani ho sakta hai, yaani khawateen nahane ke liye jo pani istemal karti hain wahi pani in ke balon ko nuksan de raha hai. Is ke alawa ghane balon wali khawateen ko nazar bohat jaldi lagti hai jiski wajah se us ke baal aur sehat kharab ho sakte hain. Lehaza agar kisi khatoon ke baal jharte hain to woh sarson ke oil mein 70 martaba Surah Qadr parh kar dam kare aur yeh oil apne balon mein lagaiye. Is ke alawa aap apne balon mein jo kanghi karti hain woh sirf apne liye makhsoos kar lein. Insha’Allah jald hi aap ke baal girna band ho jayenge.
Baalon girne ke hawalay se agar aap ko mazeed maloomat darkar hain to aap Amina behan se rabita kar sakti hain.
Baal Girne Ka Wazifa Urdu
اگر کسی خاتون کے بال گرتے ہوں اور علاج کروانے کے باوجود اسے فرق نہ پڑتا ہو تو اس کی وجہ پانی ہو سکتا ہے یعنی وہ خاتوں نہانے کے لئے جو پانی استعمال کرتی ہے وہی پانی اس کے بالوں کو نقصان دے رہا ہے ۔ اس کے علاوہ گھنے بالوں والی خاتوں کو نظر بہت جلدی لگتی ہے جسکی وجہ سے اس کے بال اور صحت خراب ہو سکتے ہیں ۔ لہذا اگر کسی خاتون کے بال جھڑتے ہوں تو وہ سرسوں کے تیل میں70 مرتبہ سورہ قدر پڑھ کر دم کرے اور یہ تیل اپنے بالوں میں لگایا کرے ۔ اس کے علاوہ آپ اپنے بالوں میں جو کنگھی کرتی ہیں وہ صرف اپنے لئے مخصوص کر لیں ۔ انشاء اللہ جلد ہی آپ کے بال گرنا بند ہو جائیں گے ۔ بال گرنے کے حوالے سے اگر آپ کو مزید معلومات درکار ہیں تو آپ آمنہ بہن سے رابطہ کر سکتی ہیں ۔