Bemari se mehfooz rehne ki be shumar duaen hadees mubarakah mein mujood hain. Aisi duaon mein aik important dua mubarakah ‘hai. Aik hadees ke mutabiq jo musalman is dua ko subah ke waqt parhta hai woh sham tak Allah ki hifazat mein rehta hai aur jo sham ko parhta hai woh dusray din subah tak allah ki hifazat mein rehta hai. Allah ki hifazat mein aane se murad mutaliqa musalman bemari, sehar, nazar bad, jinnat aur har qisam ke nuksan se mehfooz rehta hai. Isi tarah agar koi shakhs kisi bemari ya waba ka shikar hai to use dekh kar agar koi musalman ‘parh leta hai to woh musalman us waba ya bemari se mehfooz ho jata hai. Aise hi fazail ayat ul kursi ke bhi hain aur yeh fazail surah falak aur surah nas ke bhi hain.

Bimari Se Hifazat Ki Dua Urdu

bismillahirrahmanirrahim

بیماری سے محفوظ رہنے کی بے شمار دعائیں حدیث مبارکہ میں موجود ہیں ۔ ایسی دعاؤں میں ایک اہم دعا مبارکہ بسم اللہ الذی لا یضر مع اسمہ شئی فی الارض ولا فی اسماء وھواسمیع العلیم ہے ۔ ایک حدیث کے مطابق جو مسلمان اس دعا کو صبح کے وقت پڑھتا ہے وہ شام تک اللہ کی حفاظت میں رہتا ہے اور جو شام کو پڑھتا ہے وہ دوسرے دن صبح تک اللہ کی حفاظت میں رہتا ہے ۔ اللہ کی حفاظت میں آنے سے مراد متعلقہ مسلمان بیماری ، سحر ، نظربد، جنات اور ہر قسم کے نقصان سے محفوظ رہتا ہے ۔
اسی طرح اگر کوئی شخص کسی بیماری یا وبا کا شکار ہے تو اسے دیکھ کر اگر کوئی مسلمان بسم اللہ الذی لا یضر مع اسمہ شئی فی الارض ولا فی اسماء وھواسمیع العلیم پڑھ لیتا ہے تو وہ مسلمان اس وبا یا بیماری سے محفوظ ہوجاتا ہے ۔ ایسے ہی فضائل آیت الکرسی کے بھی ہیں اور یہ فضائل سورہ فلق اور سورہ ناس کے بھی ہیں ۔

Whatsapp: +92 328 4765719

Find Urdu Wazaif Here