Sunan Ibn Maja Hadees Number 3511 mein Arshad Hai .
Abbu Saeed Khudri Razi Allah Anho Kehte Hain Kay Rasool Allah Sale Allah Alaihi Wasallam Junoo Ki Nazar Bad Se, Phir Admion Ki Nazar Bad Se Panah Mangte Thay, Phir Jab معوذتین ( Surah الفلق Aur Surah Al Naas ) Nazil Huien, To Aap Sale Allah Alaihi Wasallam Ne Un Ko Parhna Shuru Kiya, Aur Baqi Tamam Cheezay Chor De .
Bayan Ki Gayi Hadees Mubarikah Se Yeh Baat Wazay Ho Jati Hai K Insaan Jaanat Ya Shayateen Ki Nazr e Bad Ka Shikaar Bhi Ho Sakta Hai. Lehaza Har Musalman Ko Surah Falaq Aur Surah Naas Vird Karne Ki Aadat Daal Leni Chahiye .
Kya Jinnat Ki Nazar Lag Jati Hai Urdu
سنن ابن ماجہ حدیث نمبر 3511 میں حضرت ابو سعید خدری رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم جنوں کی نظر بد سے، پھر آدمیوں کی نظر بد سے پناہ مانگتے تھے، پھر جب معوذتین (سورۃ الفلق اور سورۃ الناس) نازل ہوئیں، تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے ان کو پڑھنا شروع کیا، اور باقی تمام چیزیں چھوڑ دیں۔
بیان کی گئی حدیث مبارکہ سے یہ بات واضع ہو جاتی ہے کہ انسان جنات یا شیاطین کی نظربد کا شکار بھی ہو سکتا ہے ۔ لہذا ہر مسلمان کو سورہ فلق اور سورہ ناس ورد کرنے کی عادت ڈال لینی چاہیے ۔
Whatsapp: +92 328 4765719
Find Urdu Wazaif Here
Beti k Rishty Par Nazre Bad
Nazar e Bad Ki Dua For Child
Nazre Bad Ke Liye Wazifa
Family ki Nazre Bad Se Hifazat
Nazre Bad Kya Hai
Buri Nazar Se Bachne Ki Dua
Nazar e Bad Ki Dua Surah Qalam
Dua To Protect Baby From Evil
Surah Qalam Ayat 51 For Nazar
Nazar Ki Dua By Prophet
Nazar Ki Dua For Hair