Muharram ki tasbih nade ali dua ki barkat se ap allah ki bargha se apni har mushkil ka hal aur har hajat ki takmeel pa saktay hain . Ye tasbih muharram sharif mein apni be had barqkat ka zahoor karti hai . Es liye muharram sharif ki tasbeeh ko muharram mein kam az kam aik din zaroor parhen . Muharram ki tasbih naade ali sharif ka wird karne se fard k liye dua nad e ali sharif ki zakat bhe ada ho jati hai aur ju afrad nad e ali sharif ki zakat ada kar letay hain inn ki har dua allah ki bargha me qabool hoti hai .lahaza kismat k gurbat kay maaray huye afrad muharram ki tasbih ka wird muharram sharif mein 1 din zaroor kar lain .

Muharram Ki Tasbih Nade Ali Dua

Muharram Ki Tasbih

Es tasbih ka wird karne k liye ap muharram sharif k kisi bhe din awal o akhair 14 – 14 bar durood e pak zikr krain aur darmyian mein ap 2 nafal namaz hadia muhammad o ale muhammad es tarha ada krain k en dono nawafil mein ap surah fatiha k baad 70 – 70 bar surah ikhlas tilawat krain . Ye nawafil ada karne k baad ap qibla rukh beeth kar 110 bar 3rd kalma 100 bar durood e ibrahimi aur 110 bar dua naad e ali mohabbat se zikr krain .
Es k baad ap sajda mein ja kar 10 bar allah hu samad parhain aur esi sajda k doran ap allah se eski raza aur apni hajat talab kar lain .
Ye wazifa ap 1st muharram se 10 muharram k doraan karain tu zaida afzal hai aur es se bhe zaida afzal ye hai k ap es wazifa ko 1st muharram se 10 muharram tak yani 10 din tak krain , ager ye ap se na ho sakay tu ap kam az akm 1 din es wazifa ko muharram sharif k kisi bhe din kar lain . Insha allah ap ko es tasbih ki barkat ap ki sooch bhe zaida hasil hon ghe .

muharram ki tasbbeh k faide video mein mojood hain .

Muharram Ka Naqsh Naad e Ali

nady-ali

ager koe fard muharram k pehle 10 dino k ander ander Dua Nade Ali Sharif ko mushk , amber , zafran aur gulab se tehreer kar k apne ghar mein ya apne pas rakh le gha tu es fard ko dolat ki kabhi bhi kami na ho ghe . muharram sharf k es naqsh k Insha Allah har fard ko 70 faide hasil hotain hain jen mein chand darj zail hain .
fard ko behisab rizq aur dolat hasil ho jae ghe . ap ko achi nokri hasil ho ghe aur es mein tarakki bhi hameesha hoti rahe ghe .karobar mein be had barkat ho ghe
ap ko bandish , nazar bad , jadu aur dushman se nijat mil jae ghe .
jan , aulad , ghar , karobar aur sehat Allah ki hifazat mein rahen ghay .
be aulad sahib e aulad ho jain ghain ghustakh aulad farmabardar فرماں بردار ho jae ghe .
shohar biwi mohabbat paida ho jae ghe dukan mein barkat ho ghe .
ghar kala jadu se hifazat mein rahe gha bimari se shaifa ho ghe .
har mushkil asan ho ghe .
har hajat pori ghe .
aur ap jes k liye bhe dua kraen ghay ap ko wo dua Muhammad O Ale Muhammad k sadqa mein pori ghe .

جو لوگ حسد اور نحوست سے خود کو بچا لیتے ہیں ان کو وظیفہ کئے بغیر ہی زندگی میں سب کچھ حاصل ہو جاتا ہے جبکہ حسد اور نحوست کا شکار افراد کو وظیفہ میں بھی کامیابی نہیں ملتی ، لہذا اگر آپ چاہتے کہ آپ کا وقت برباد نہ ہو تو آپ وظیفہ شروع کرنے سے پہلے چند باتیں اپنے ذہن میں رکھیں ، ممکن ہے کہ آپ کو وظیفہ کئے بغیر آپ کے مقصد میں کامیابی حاصل ہو جائے ۔ اس لئے نیچے موجود  بٹن پر کلک کریں ۔