Pregnancy headache khawateen ko pregnancy k doran hone wala sar dard hai ju k pregnancy k start months mein female ko hota hai. Female ko pregnancy headache es liye hota hai kyu k aurat k jism mein harmonal changes hote hain aur body mein blood flow bhe barh jata hai. Jis ki waja se female ko sar dard hota hai . Research k mutabiq jab female ki pregnancy ka 9 week chal raha hota hai tu us ka headache bohut ziada barh jata hai.
Iss post mein pregnancy headache aur iss k rohani ilaj k baray mein aap ko bataia gyia hai .
Agr koe behan pregnancy headache ka shikar hain tu iss pain ko 24 ghante mein door karne k liye iss post mein bataia gya rohani ilaj zaroor kar lain .

Pregnancy Headache Ki Wajuhat

Pregnancy mein sar dard ka hona aam hai. Kyu k in dino female zarorat se ziada sochnay lagti hai jis ke waja se wo headache ka shikaar rehti hai.
Bohut se females ko pregnancy k doran high blood pressure ka masla ban jata hai jis ke waja se unnye sar dard ka samna karna parhta hai.
Female ko pregnancy k doran aksar naaf k nechay aphaara sa mehsoos hota hai jes ki waja se hamla khawateen k dil me ye dar beith jata hai k kehain iss k bache ko nuqsan na ho jae .
Asy halaat mein female jald he anxiety ka shikaar ho jati hai aur esi situation ki waja se usay bar bar sar dard hota hai.
Pregnancy headache ki aik bari waja nazre bad , kala jadoo aur negative energy bhe ho sakti hai . Yad rahay k hamla khatwateen ko pregnancy k doran bohat jaldi nazr lagh jati hai aur nazre bad ki aham alamat sar dard hai .lehaza pregnancy headache aur nazre bad ki waja se hone walay sar dard mein tameez nahi ki ja sakti likn ye dono hi hamla khawateen k liye khatarnak hain .
Yad rahay k nazre bad , kala jadoo aur negative energy ki waja se hone walay pregnancy headache ki koe physically waja nahi hoti . Bohut se female ka esi waja se miscarriage ho jata hai aur dobara pregnant hone may bhe complications ati hain.
Lehaza hamal k doran rohani hifazat ka taweez nade ali har female ko apne galay mein zaroor rakhna chahyia ta k wo pregnancy headache se mehfoz rahay aur iss k ilawa nade ali k barkat se female aur iss ka bacha bhe allah ki hifazat mein rehtay hain .

Pregnancy Headache K Nuqsanaat

Pregnancy headache hamla khawateen k liye nuqsan ki waja ban sakta hai iss liye iss ka doctor se bhe ilaj karwain aur iss k rohani ilaj ki taraf bhe tawaju zaroor dain .pregnancy k doran hone walay sar dard k ju nuqsanat female ko ho sakty hain inn mein chand darj zail hain .
Pregnancy headache ka sab se pehla nuqsaan ye hai k female mentally tor par relax nahi hoti jis ka asar bachy par parhta hai.
Musalsal sar dard hone ki waja se baby ki growth bhe abnormal hoti hai.
Asa bacha jab duniya mein ata hai tu sab logo ko normal he lagta hai . Lekin doran pregnancy tension aur stress lene ki waja se bachy ki physically activity dosray bachon se kaam hoti hai.
Wo females jo pregnancy k doran bohut ziada anxiety ka shikaar rehti hain inn ka paida hone wala bacha sans ki problem ka bhe shikar ho sakta hai iss k ilawa pregnancy headache ki waja se bache ka dil bhe kamzor reh sakta hai .
Kyu k stress ki halat mein heart palpitation ya tu bohut ziada ya bohut kam ho jati hai jo baby kay liye dangerous sabit hoti hai.
Lehaza agr aap pregnancy headache ka shikar hain tu aap apna ilaj doctor se bhe karwain aur rohani ilaj bhe zaroor karwain .

Pregnancy Headache Ka Rohani Ilaj

Pregnancy headache ka behtreen aur kamyab rohani ilaj dua nade ali ka arabi naqsh hai .
Lehaza aap dua nade ali sharif ko mushk , amber , zafran aur gulab se tehreer kar k apne ghalay mein pehan lain insha allah 24 se 72 ghanton mein allah ki zaat aap ko shaifa ata farma dain ghay . Agr koe behan ye taweez khud tehreer na kar sakay tu wo ye naqsh astana se sirf mushk , amber , zafran aur courier ka kharch ada kar k hasil kar sakti hain .

Whatsapp

+92 328 4765719

Find Urdu Wazaif Here