Surah Waqiah Ayat 19 ?
Nazreen es post mein hum aap ko Surah Waqiah K Wazifa se hasil hone wali un gint Barkat K mutaliq batayen ghay aur Surah Waqiah K Wazifa se insaan Ki zindagi kis tarah musbat Hoti Hai us K mutaliq bhe agah Karen ghay. Wsy tu pora Quran he Shifa Hai lekin Surah Waqiah Ki Ayat 19 khas rohani Barkat aur fard Ki Parshani se nijat K liye bhut Mujarrab Hai. Lehaza es post mein hum aap ko Surah Waqiah Ki Ayat 19 ka Wazifa batyn ghay jis se aap Ki Har Parshani dour ho Jaye gi.

Is article ko Urdu me Read karne k liye site Nad Ali ka article “Surah Waqiah Ayat 19 Wazifa In Urdu ko visit krain.

Surah Waqiah Ayat 19 Wazifa

Surah Waqiah Ayat 19 Arabic

Surah Waqiah Ki Ayat 19 ka Wazifa Dushman, Bimari , Tangdasti aur Qarz se nijat K liye Afzal Hai. Es Ayat Mubarakah ka Wazifa Karne K liye aap Jummah K din Isha Ki namaz K baad awal O aakhir 10_10 martaba Durood Pak word Karen aur es K darmiyan mein aap aik martaba Surah Waqiah es tarah tilawat Karen K jab aap Surah Waqiah Ki Ayat 19 par pounchen tu aap es Ayat Mubarakah ko 100 martaba wird Karen aur es K baad aap baqi Ayat Ki tilawat kar lein. Es tarah aap 3 martaba Surah Waqiah Ki tilawat Karen aur ye Wazifa 14 din tak Jari rakhen. In Shaaa Allah 14 din mein Allah Ki zaat aap Ki Parshani ko dour farma dein ghay. Agar koi bahi ya Behan biyan kiya Gaya Wazifa na kar saken tu wo Surah Waqiah Ki Ayat 19 ko Pak siyahi se tehreer kar K apne pas aur Ghar mein lazmi rakhen.

جو لوگ حسد اور نحوست سے خود کو بچا لیتے ہیں ان کو وظیفہ کئے بغیر ہی زندگی میں سب کچھ حاصل ہو جاتا ہے جبکہ حسد اور نحوست کا شکار افراد کو وظیفہ میں بھی کامیابی نہیں ملتی ، لہذا اگر آپ چاہتے کہ آپ کا وقت برباد نہ ہو تو آپ وظیفہ شروع کرنے سے پہلے چند باتیں اپنے ذہن میں رکھیں ، ممکن ہے کہ آپ کو وظیفہ کئے بغیر آپ کے مقصد میں کامیابی حاصل ہو جائے ۔ اس لئے نیچے موجود  بٹن پر کلک کریں ۔