Tension headache zehni tenshion ki waja se hone walay sar dard hai . Ju afrad zehni dabao ka shikaar ya musalsal pareshan rehte hain inn ko tension headache ho sakta hai jes ki waja zehni aur jismani kamzori hai . Ye dard sar k dono tarf hota hai aur es doraan fard ksi ki koi baat sunna aur jawab dena pasend nahi karta . Iss post mein tension headache , tension headache wajuhat , tension headache ki alamat , tension headache k nuqsanat aur tension headache ka sahi rohani ilaj aap se share kar rahain hain .
Tension Headache Ki Dua
Tension headache se shifa k liye dua nade ali ka wird sab se afzal hai . Lehaza aap fajir ki namaz k baad 10 martaba durood e ibrami aur 7 martab dua nade ali parh kar 3 badam par dam kar le aur ye badam aap kha lain . Ye amal 7 din karne se aap ko tension headache se insha allah hameesha k liye nijat mil jae ghe . Iss post k end mein tension headache pain ka aik aur bhe powerful ilaj mojood hai lehaza pehalay aap tension headache k baray mein mokammal detail hasil karne k baad iss ilaj ko krain ta k aap hameesha k liye tension headache se shifa yab ho sakain .
Tension Headache Wajuhat
Tension headache ki bohat se wajuhat hain , aur har mareez k liye tension headache pain ki wajauhat mukhtalif hoti hain , likan iss headache ki ju wajuhat aham hain wo darj zail hai . Bohut se logo ko ye headache tab bhe hota hai jab wo zaroort se ziada koi kam kartay hain .baz logo ko bohat zaida mehnat karne k baad apni zehni thakan ko door karne ka waqat nahi milta . Lehaza zehni sukoon na milne ki waja se inn ka zehan musalsal kuch na kuch sochta rehta hai jes ki waja se inn k asaab par dabao parta hai aur yehi dabao tension headache pain ki waja banata hai .
Tension headache pain fard ko umer k ksi bhe hissay mein ho sakta hai aur environment k lehaaz se he ye kam ya ziada ho jata hai.
Tension headache pain ki aik waja nazre bad , kala jadoo aur negative energy bhe hai . Likan iss tension headache mein fard ko koe tention nahi hota phir bhe asay laghta hai k asay tension hai .
Tension headache pain ka medical treatment mojood hai likan agr kisi bhai ya behan ko medical treatment k bawajood iss se shifa nahi mil rahi tu wo iss ka rohani ilaj karne k liye dua nade ali ka arabi naqsh apne ghalay mein zaroor pehan le insha allah aap ko jaldi shifa mil jae ghe .
Tension Headache Ki Alamat
Parshani aur stress ki waja se hone waly sar dard ki bohat se alamat hain. Jis mein se kch hum aap ko bataty hain. Tension headache ki pehli alamat ye hai k fard ko bohut shadeed sar dard hota hai. Mareez physically bohat zaida weakness feel karta hai .
Iss dard k doran mareez ko bolnay mein mushkil hoti hai aur bohut ziada light fard k liye irritation ka sabab banti hai. Fard ko tension ke waja se hone waly sar dard se fever bhe ho jata hai.
Mariz ko apna jism jhakra hua mehsoos hota hai. Neck area bohut ziada stressful ho jata hai aur dard k doran iss k muscles mein pain bhe hota hai.
Wo afraad jo kisi na kisi parshani ka shikaar rehty hain tu asay logo ko sar dard ka masla aksar rehta hai. Pani ki kami , iron ki kami , aur proper diet na lane se bhi fard headache ki problem ho jati hai.
Wo log jen ko depression, anxiety aur stress ko bar bar samna rehta hai tu wo sar dard ka bohut ziada shikaar rehte hain.
Tension Headache K Nuqsanat
Tension headache har fard k liye iss ki soch se bhe zaida nuqsan ki waja ban sakta hai . Har mareez par iss k nuqsanat mareez ki jesmani aur zehni condition ki bina par zahar hotay hain .
Tension headache fard k liye bohat se nafsiyati aur jismani bimariyon ki waja banta hai.
Headache ki waja se fard ahista ahista abnormality mein bhe jane lgta hai.
Headache fard k routine life , us k kaam ki jaga , duty ko perform karne mein problem create karta hai.
Tension headache ki waja se fard ko blood pressure, dil k amraz aur stomach problem ho sakti hai .
Agr kisi fard ko koe tention nahi likan phir bhe asay laghta hai k asay tention hai tu iss k iss tension headache ki waja nazre bad , kala jadoo aur negative energy hai . Jes k nuqasat be had khatanak hain , lehaza iss negative energy ka ilaj sirf allah ki kalam se hi momkan hai .
Tension Headache Ka Rohani Ilaj
Tension headache se nijat hasil karne ka sab se asaan aur powerful rohani ilaj naqsh nade ali hai . Lehaza aap dua nade ali ko abrabi mein mushk , amber , zafran aur gulab se tehreer kar apne pas bhe rakhain aur apne ghar mein bhe zaroor rakhain . Insha allah allah 24 se 72 ghanton k duraon iss naqsh ki barkat aap par zahar hona shuro ho jayen ghe . Agr aap ye naqsh khud tehreer na kar sakain tu aap iss naqsh k liye mushk , amber , zafran aur corrior ka kharch ada kar k bhe iss naqsh ko astanana se hasil kar sakty hain . Lehaza aap amna behan se rabta kar saktay hain .
+92 328 4765719
Find Urdu Wazaif Here
Sar Dard Ki Dua
Adhy Sar ka Dard ka ilaj
Dard e Shaqiqa Ka ilaj
Naaf Ka Tal Jana
Mahwari Dard e Shaqiqa
Shadeed Sar Dard
Daimi Dard e Shaqiqa
Migraine Pain Ki Dua
Migraine Treatment at Home
10 Tips For Migraine
Silent Migraine
Chronic Migraines
Migraine Attack
Pregnancy Headache
Tension Headache
Nad e Ali