Evil aayi se morad nazre bad hai. Jab koi insaan kisi dosray insaan ko hasad ki nazar se daikhta hai to aisi nazar ko hum nazre bad kehte hain. Hasad chunkay shaitan ka pasandeeda mashgala hai lehaza aisi nazre bad ko evil eye bhi keh diya jata hai. Is ki wajah yeh hai ke hasad insaan nahi karta balkay insaan ke andar mojood shaitan usay hasad karne par majboor karta hai. Hasad ke asraat hi nazre bad ki soorat mein zahir hotay hain. Jo kabhi nah kabhi aik badshah ko bhi bekaari bananay ki taaqat rakhtay hain. Nazre bad ke bohat nuqsanaat hadees mein mojood hain aur is ka ilaaj bhi quran aur hadees mein mojood hai. Agar koi bhai ya behan apni aur apne bachon ki zindagi mein khushhali chahtay hain to un ko nazre bad se bach kar rehna hoga aur nazre bad se bachney ke liye ap fajar ki namaz ke baad 70 martaba aayatul kursi ka vird 14 din tak karen. Yeh chhota sa amal karne ke baad ap 7 dinon mein kam azkam aik baar kisi maskeen ko khana khala diya karen. Insha Allah ap tamam zindagi nazre bad se mehfooz rahen ge .
What Is Evil Eye Urdu
ایول آئی سے مراد نظربد ہے ۔ جب کوئی انسان کسی دوسرے انسان کو حسد کی نظر سے دیکھتا ہے تو ایسی نظر کو ہم نظربد کہتے ہیں ۔ حسد چونکہ شیطان کا پسندیدہ مشغلہ ہے لہذا ایسی نظربد کو ایول آئی بھی کہہ دیا جاتا ہے ۔ اس کی وجہ یہ ہے کہ حسد انسان نہیں کرتا بلکہ انسان کے اندر موجود شیطان اسے حسد کرنے پر مجبور کرتا ہے ۔حسد کے اثرات ہی نظربد کی صورت میں ظاہر ہوتے ہیں ۔ جو کبھی نہ کبھی ایک بادشاہ کو بھی بھیکاری بنانے کی طاقت رکھتے ہیں ۔نطربد کے بہت نقصانات حدیث میں موجود ہیں اور اس کا علاج بھی قرآن اور حدیث میں موجود ہے ۔ اگر کوئی بھائی یا بہن اپنی اور اپنے بچوں کی زندگی میں خوشحالی چاہتے ہیں تو ان کو نظربد سے بچ کر رہنا ہوگا اور نظربد سے بچنے کے لیے آپ فجر کی نماز کے بعد 70 مرتبہ آیت کرسی کا ورد 14 دن تک کریں ۔ یہ چھوٹا سا عمل کرنے کے بعد آپ 7 دنوں میں کم ازکم ایک بار کسی مسکین کو کھانا کھلا دیا کریں ۔ انشاء اللہ آپ تمام زندگی نظربد سے محفوظ رہیں گے ۔
یہ وظیفہ شروع کرنے سے پہلے آپ اس وظیفہ کے ہدیہ کی نیت سے کسی ایک مسکین کو اچھا کھانا ضرور کھلادیں ۔ذیادہ بہتر یہ ہے کہ کوئی بھی وظیفہ آپ آمنہ بہن کی رہنمائی حاصل کرکے شروع کریں تاکہ آپ کو ناکامی نہ ہو ۔
Whatsapp: +92 328 4765719
Site Naade Ali me aap ko Nazre Bad Se Nijat aur hifazat k liye Dam aur Duain Hail hon ghe jen k links neche darj Hain , Iss Tarha ki Duain aap ko site Salamullah Alaiha me bhe hasil hon ghe
Beti k Rishty Par Nazre Bad
Nazar e Bad Ki Dua For Child
Nazre Bad Ke Liye Wazifa
Family ki Nazre Bad Se Hifazat
Nazre Bad Kya Hai
Buri Nazar Se Bachne Ki Dua
Nazar e Bad Ki Dua Surah Qalam
Dua To Protect Baby From Evil
Surah Qalam Ayat 51 For Nazar
Nazar Ki Dua By Prophet
Nazar Ki Dua For Hair