Migraine ko urdu mein dard e shaqiqa kaha jata hai aur dard e shaqiqa dimagh ke asaab ka marz hai. Jiski wajah se mareez ke sar ke kisi aik hissay mein shadeed dard hota hai .darde shaqiqa mehez dimagh mein honay wala dard nahi balkay yeh dard jism ke kisi bhi hissay mein ho sakta hai .Asal mein hamaray pooray jism mein asaab ka jaal phela hua hai aur yeh asaab dimagh ke asaab se juray huye hain. Dimagh un asaab ke zariye pooray jism ka nizaam control karta hai .lehaza agar dimagh ke asaab mein khoon k bahao mein tabdeeli waqay ho jaye tu es se nah sirf dimagh ke us hissay mein shadeed dard shuru ho jata hai balkay dimagh ka yeh hissa jism ke jin aaza ko control karta hai woh bhi mutasir hon ghay . Aur yahi dard shaqiqa hai jis ka koi hatmi ilaaj nahi . Darde shaqeeqa ko sirf control kya ja sakta hai.
What is Migraine Urdu
درد شقیقہ دماغ کے اعصاب کا مرض ہے ۔جسکی وجہ سے مریض کے سر کے کسی ایک حصے میں شدید درد ہوتا ہے ۔
درد شقیقہ محض دماغ میں ہونے والا درد نہیں بلکہ یہ درد جسم کے کسی بھی حصے میں ہو سکتا ہے ۔اصل میں ہمارے پورے جسم میں اعصاب کا جال پھیلا ہوا ہے اور یہ اعصاب دماغ کے اعصاب سے جڑے ہوئے ہیں ۔دماغ ان اعصاب کے ذریعے پورے جسم کا نظام کنٹرول کرتا ہے ۔لہذا اگر دماغ کے اعصاب میں خون کے بہاو میں تبدیلی واقع ہو جائےتو اس سے نہ صرف دماغ کے اس حصے میں شدید درد شروع ہو جاتا ہےبلکہ دماغ کا یہ حصہ جسم کے جن اعضا کو کنڑول کرتا ہے وہ بھی متاثر ہوں گے اور یہی درد شقیقہ ہے جسکا کوئی حتمی علاج نہیں ۔درد شقیقہ کو صرف کنڑول کیا جا سکتا ہے۔لہذا درد شقیقہ کو جلد کنڑول کرنے کے لئے مغول اپنے گلے میں پہن لیں یا آپ سورہ اخلاص کو عربی میں پاک سیاہی سے تحریر کرکے اپنے گلے میں پہن لیں انشاء اللہ آپ کو جلد درد شقیقہ سے شفا حاصل ہو جاے گی ۔بیان کیے گئے روحانی اعمال کے بارے میں اگر آپ کو مزید معلومات درکار ہیں تو آپ آمنہ بہین سے رابطہ کر سکتے ہیں ۔
Whatsapp: +92 328 4765719
Find Urdu Wazaif Here
Sar Dard Ki Dua
Adhy Sar ka Dard ka ilaj
Dard e Shaqiqa Ka ilaj
Naaf Ka Tal Jana
Mahwari Dard e Shaqiqa
Shadeed Sar Dard
Daimi Dard e Shaqiqa
Migraine Pain Ki Dua
Migraine Treatment at Home
10 Tips For Migraine
Silent Migraine
Chronic Migraines
Migraine Attack
Pregnancy Headache
Tension Headache
Nad e Ali